最近搜索
Ram Jaane (From Ram Jaane) - Udit Narayan&Sonu Nigam&Alka Yagnik 《All Time Hits Of Udit Narayan》 HQ SQ
更新时间:2025-04-07 09:46:31
文件格式:flac
音乐下载
被下架或封杀等部分试听资源与网盘资源可能不一致,请以网盘资源为准
标签
Ram Jaane (From Ram Jaane) - Udit Narayan&Sonu Nigam&Alka Yagnik 相似推荐
歌词

Ram Jaane (From "Ram Jaane") - Udit Narayan (那拉扬)/Alka Yagnik/Sonu Nigam (蘇努·尼甘)

Lyrics by:Anand Bakshi

Composed by:Anu Malik/Anand Bakshi

Kehte hain log mujhe ram jaane

Kaise pada yeh mera naam jaane

Kaise pada yeh mera naam jaane

Ram jaane ram jaane

Ram jaane ram jaane

Oh ram jaane yeh to bata

Tere sa dil ka raja bana

Paise ka kaise ghulam jaane

Ram jaane ram jaane

Ram jaane ram jaane

Ram jaane ram jaane

Ram jaane ram jaane

Yaaron mazaa lene do zara sa

Barson raha hoon main bhooka pyaasa

Who ek haqeekat hai oh deewane

Samjha hai tuna jis ko tamasha

Mat chhed mujhko aa hosh mein

Pagal jawaani ke josh mein

Mat chhed mujhko aa hosh mein

Pagal jawaani ke josh mein

Tu pi gaya kitne jaam jaane

Ram jaane ram jaane

Ram jaane ram jaane

Ram jaane ram jaane

Ram jaane ram jaane

Jo jhoot sach ko pehchaanta hai

Duniya mein jeena woh jaanta hai

Hum kya karein hum tujhse alag hain

Hum maut ko zindagi manta hai

Marna hai ek din sab ko magar

Oh bekhabar tujhko kya khabar

Marna hai ek din sab ko magar

Oh bekhabar tujhko kya khabar

Kya hai tera anjaam jaane

Ram jaane ram jaane

Ram jaane ram jaane

Ram jaane ram jaane

Ram jaane ram jaane

Kaise tera toota dil jod doon main

Dil chaahe sab ka dil tod doon main

Ho nafrat na kar khud se pyar kar tu

Tu haan kahe to yeh zid chhod doon main

Yeh toh naseebon ka kaam hai

Har dil pe likha ek naam hai

Yeh toh naseebon ka kaam hai

Har dil pe likha ek naam hai

Kispe likha kiska naam jaane

Ram jaane ram jaane

Ram jaane ram jaane

Kehte hain log mujhe ram jaane

Kaise pada yeh mera naam jaane

Kaise pada yeh mera naam jaane

Ram jaane ram jaane

Ram jaane ram jaane

Ram jaane ram jaane

Ram jaane ram jaane

Ram jaane ram jaane

Ram jaane ram jaane

Ram jaane ram jaane

Ram jaane ram jaane