最近搜索
更新时间:2025-03-15 10:43:20
文件格式:flac
音乐下载
被下架或封杀等部分试听资源与网盘资源可能不一致,请以网盘资源为准
标签
EGOIST - Haruna&P.A.M. 相似推荐
歌词

Mehrama - Pritam (披淡·查克拉波蒂)/Darshan Raval/Antara Mitra

Lyrics by:Irshad Kamil

Composed by:Pritam

Chahiye kisi saaye mein jagah

Chaha bahot baar hai

Na kahin kabhi mera dil laga

Kaisa samajhdaar hai

Main na pahuchun kyun wahan pe

Jaana chahun main jahaan

Main kahan khoo gaya

Aisa kya ho gaya

Oh mehrama kya mila

Yun juda hoke bata

Oh mehrama kya mila

Yun juda hoke bata

Na khabar apni rahi

Na khabar apni rahi

Na raha tera pata

Oh mehrama kya mila

Yun juda hoke bata

Jo shoor ka hissa huyi

Wo awaaz hoon

Logo mein hoon

Par tanha hoon main

Haan tanha hoon main

Duniya mujhe mujhse juda hi karti rahe

Bolun magar na baatein karun

Ye kya hoon main

Sab hai lekin main nahi hoon

Wo jo thoda tha kami

Wo hawa ho gaya

Kyu khafa ho gaya

Oh mehrama kya mila

Yun juda hoke bata

Oh mehrama kya mila

Yun juda hoke bata

Na khabar apni rahi

Na khabar apni rahi

Na raha tera pata

Oh mehrama kya mila

Yun juda hoke bata