最近搜索
更新时间:2025-05-12 11:20:14
文件格式:mp3
音乐下载
被下架或封杀等部分试听资源与网盘资源可能不一致,请以网盘资源为准
标签
Alfazon Ki Tarah - Ankit Tiwari 相似推荐
歌词

Sawaalon Mein - Ankit Tiwari (安基特·蒂瓦里)/Shreya Ghoshal

Written by:Ankit Tiwari/Sandeep Nath

Sawalon mein yeh kaisi zindagi

Gumaa hai gumaa

Nazar yeh kisko dhoondhti

Dhuaan hai dhuaan

Phir kayi sargoshiyaan

Kyun jalti hai tanhaaiyan

Sawaalon mein yeh kaisi zindagi

Gumaa hai gumaa

Nazar yeh kisko dhoondhti

Dhuan hai dhuan

Uljhi yeh na suljhi aur uljhi dastaan hai

Jiski a na ho manzil ek aisa raasta hai

Uljhi ye naa suljhi aur uljhi daastan hai

Jiski naa ho manzil ek aisa rasta hai

Phir kayi sargoshiyaan

Kyun jalti hai tanhaaiyan

Sawalon mein yeh kaisi zindagi

Gumaa hai gumaa

Nazar yeh kisko dhoondhti

Dhuan hai dhuan

Kyun har nazar mein ek ajab si tishnagi hai

Har sheh kyun achanak lag rahi ajnabi hai

Kyun har nazar mein ek ajab si tishnagi hai

Har sheh kyun achanak lag rahi ajnabi hai

Phir kayi sargoshiyaan

Kyun jalti hai tanhaaiyan

Sawalon mein yeh kaisi zindagi

Guma hai guma

Nazar ye kisko dhoondati

Dhuan hai dhuan