Kali Nagin Ke Jaisi - Udit Narayan/Kavita Krishnamurthy
Kaali naagin ke jaisi zulfe teri kaali kaali
Saagar ko moti aur suraj ko tu deti hai laali
Kaali naagin ke jaisi zulfe teri kaali kaali
Saagar ko moti aur suraj ko tu deti hai laali
Dekhe jo tujhko mann mera bole
Mann mein basi hai tu haule haule
Kaali naagin ke jaisi zulfe teri kaali kaali
Saagar ko moti aur suraj ko tu deti hai laali
Gaal hai gore gore honth hai bhare ras ke pyaale
Chaal hai beheki beheki tu kisi pe bhi dore daale
Roop hai thikka thikka rang hai mera sabse aala
Husn pe marmit ta hai chaahe ho koi be dil waala
Dekhe jo tujhko mann mera bole
Man mein basi hai tun haule haule
Kaali naagin ke jaisi zulfe meri kaali kaali
Saagar ko moti aur suraj ko me deti hai laali
Mere dil pe hai tere pyar ka naasha halka halka
Bekaraari ka mere jam hai sanam chalka chalka
Hosh mein na hai koi sab pe hai tera jaadu jaadu
Hey kadam baheke baheke khud pe na mera qabu qabu
Dekhe jo tujhko mann mera bole
Mann mein basaa hai tu haule haule