最近搜索
Rab Ka Shukrana - Pritam&Mohit Chauhan 《Jannat 2 (Original Motion Picture Soundtrack)》 HQ
更新时间:2025-03-03 17:45:38
文件格式:mp3
音乐下载
被下架或封杀等部分试听资源与网盘资源可能不一致,请以网盘资源为准
标签
Rab Ka Shukrana - Pritam&Mohit Chauhan 相似推荐
歌词

Rab Ka Shukrana - Pritam (披淡·查克拉波蒂)/Mohit Chauhan

Tu hai ab jo baahon mein qarar hai

Rab ka shukrana

Saanson mein hai nasha khumar hai

Rab ka shukrana

Tu hi ab mera deen hai imaan hai

Rab ka shukrana

Mera kalma hai tu azaan hai

Rab ka shukrana

(Rab ka shukrana)

Tu mila toh sab mila

Ab kisi se kya gila

Tujhme simtu aa main bikhru

Teri baahon mein

Tu mila toh sab mila

Ab kisi se kya gila

Tujhme simtu aa main bikhru

Teri baahon mein fanaa ho jaaun main

Tu hi ab duniya meri jahaan hai

Rab ka shukrana

Khwabon ki khayalon ki udaan hai

Rab ka shukrana

Tu hi ab mera deen hai imaan hai

Rab ka shukrana

Mera kalma hai tu azaan hai

Rab ka shukrana

Sab se ho jaaun pare jo ishaara tu kare

Ab toh rehna hai tujhi mein

Gumshuda hoon main

Sab se ho jaaun pare jo ishaara tu kare

Ab toh rehna hai tujhi mein

Gumshuda hoon main

Ho teri baahon mein

Jazbon ka toh naya bayaan hai

Rab ka shukrana

Naya rutba nayi shaan hai

Rab ka shukrana

Tu hi ab mera deen hai imaan hai

Rab ka shukrana

Mera kalma hai tu azaan hai tu

Rab ka shukrana

Rab ka

Rab ka

Rab ka

Rab ka

Rab ka

Rab ka

Rab ka

Rab ka

Rab ka shukrana