最近搜索
Ho Gaya Hai Tujhko - Udit Narayan&Lata Mangeshkar(1) 《Dilwale Dulhania Le Jayenge》 HQ
更新时间:2025-02-21 17:52:42
文件格式:mp3
音乐下载
被下架或封杀等部分试听资源与网盘资源可能不一致,请以网盘资源为准
标签
Ho Gaya Hai Tujhko - Udit Narayan&Lata Mangeshkar(1) 相似推荐
歌词

Ho Gaya Hai Tujhko - Udit Narayan (那拉扬)/Lata Mangeshkar (拉塔)

Na jaane mere dil ko kya ho gaya

Abhi to yahin tha abhi kho gaya

Na jaane mere dil ko kya ho gaya

Abhi to yahin tha abhi kho gaya

Na jaane mere dil ko kya ho gaya

Abhi to yahin tha abhi kho gaya

Ho gaya hai tujhka to pyaar sajna

Laakh karle tu inkaar sajna

Ho gaya hai tujhka to pyaar sajna

Laakh karle tu inkaar sajna

Dildar sajna hai ye pyaar sajna

Ho gaya hai tujhka to pyaar sajna

Laakh karle tu inkaar sajna

Dildar sajna hai ye pyaar sajna

Dekha na tune mudke bhi peechhe

Kuchh der to main ruka tha

Jab dil ne tujhko rokna chaaha

Door tu ja chuka tha

Hua kya

Na jaana

Ye dil kyon

Deewana

Ho gaya hai tujhka to pyaar sajna

Laakh karle tu inkaar sajna

Ho gaya hai tujhka to pyaar sajna

Laakh karle tu inkaar sajna

Dildar sajna hai ye pyaar sajna

Ay vakt rukja thamja thaharja

Vaapas zara daud peechhe

Main chhod aayi khud ko jahan pe

Vo reh gaya mod peechhe

Kahan main

Kahan tu

Ye kaisa

Hai jaadu

Arre ho gaya hai tujhka to pyaar sajna

Laakh karle tu inkaar sajna

Ho gaya hai tujhka to pyaar sajna

Laakh karle tu inkaar sajna

Dildar sajna hai ye pyaar sajna

Na jaane mere dil ko kya ho gaya

Abhi to yahin tha abhi kho gaya

Kho gaya